Monday, November 28, 2005

Little but everything

Little memories, nothing else I've today
nothing to show, nothing to hide
just left with a wounded heart
no tears to cry, no words to speak
no lessons to learn, no song to sing
Yes, I don't have anything
other than this broken heart
started from a place of unknown things
lived with only those things
now went again into a world of unknown things
but somewhere I had a good time
nice dreams, day full of joy & happiness
but nothing I received today as return to my wishes
I've to move, I've to travel
till the end of time
let anything to happen at the end
It will be the end of everything
Everything which I dreamed, everything which I lost

Sunday, November 27, 2005

Tum door hogayee bas yaade rah gaye

Tum door hogayee bas yaade rah gaye
ghav bhar gaye, nishan rah gaye
aawaz sunata houn mai tumhara in hawawome
khwab dekhata houn anderi rato me
jinda jal raha houn mai, tere mahobbat me
Tum door hogayee bas yaade rah gaye....

dil me hota tha hulchal, jab tum muskurati thi
mai kho jata tha bas tumhari aawaz sunakar
haan mai bas tumhe chahata tha aur chahata houn
batana to chaha kayee saal pehale
bas bata na paya
Tum door hogayee bas yaade rah gaye...

baharo me bhi sookh raha houn
chandani me bhi jal raha houn
woh pal aaj bhi mujhe yaad hai
woh chehara aaj bhi iss dil muskurata hai
bas kisise kah nahi pata houn
Tum door hogayee bas yaade rah gaye...

Thursday, November 24, 2005

It's shayari time

Banate hai taqdir kitne
Bigadte hai taqdir kitne
Bachke rahna ye pyar ka mehfil hai,
Tute huye shishe par bhi pathhar marta hai koi


Agar meri khamoshi tujhe khushi deti hai
To khamosh jindagi hi sahi
Agar mere aansu tere angan me phool khilate hai
To aansuwonka bahar hi sahi
Agar meri maut tere jindagi me chandani fylati hai
To aisi hazar maut sahi
Teri ek muskaan pe mere jindagi ke har ek pal kurban sahi !!


Agar mai margaya tere chahat me
To mujhe apne badnami ka dosh mat dena
Gunegaar to tum bhi rahogi mere maut ki
Khafa aaj mere in baatonse mat hona


Sapne shishe ke hi the
Aaj tut gaye hai dekho kaise
Inpe patthar maarnewale ye duniyawale na the mere yaro
Isme jo dekhakar jo saja karte the unhine thokar lagaya hai


Ab na nazar milte hai unse
Na hoti hai koi mulakat
Phir kyon ye paagal dil aaj bhi usse yaad karta hai
Jo kabhi meri haqiqat ban hi nahi sakti
Uska kyon aise intezar karta hai dil


Hazar sandese bheje
Sochke ek ka to jawab aayega
Hum intezaar me rahe
Aur humne suna kisise ke unhone kahdiya
Na likhna hai unhe koi khat naam humare


Aaj bhi yaad karte hai hum wein chhote chhote mulakat unse
Yaad karte hai unse hui har ek baat
Shayad inhi ko wein chhod gaye saath humare
Warna iss jindagi jeene ke liye wajah hi nahi tha humare liye


Dil humara shishe ka hi tha
Patharo se jaake hum khud takaraye
Dosh us patthar ko kaise de
Jab galati hamari apni thi


Hum nahi hote
Na hote ye gile shikwe
Na hote aap naaraz
Kash hum nahi hote

Wednesday, November 23, 2005

That is why I was happy to be a Tester!!

Bugs are there everywhere. I found a bug in this blogger!!

Scenario: Goto post a image file. When you click on "Add image" new window will pop up. Give the image path and click upload. As soon as you see "done" button click it.
What happened now? Picture is not loaded.. thats weird.. you have to redo the things :-)

Neither programmer nor tester life will work on luck !!

Tuesday, November 22, 2005

MIG-Still with GOLD medals


8 teams in the battle field..
4 teams in the semis...
1 winner

Red shirts won the IBM ISL football championship trophy.

Sunday, November 20, 2005

Shayaris I penned

leharo me bhi bechaini chhagayee
tumne jo kinare pe kadam rakhi
hamare dil ki haalatonko bhi samajha karo
jinhe tumne apni masoomiyat se chhuwa hai

dostone saath dena chhod diya
apnone yaad karna chhod diya
pyar ki ek chahat thi
ek aandhi aayee, usse bhi bhujake chali gayee

soch raha houn tujhe kya naam du
bhuj gaya tha jo pyar ka diya
uss jyot ko tumne phirse jalaya hai
kya mai tujhe Jyothi naam du?

dil me the jo khayal kal kaagaz par utar aaye the
aaj jab maine tujhe dekha
kyon aise lag raha hai wein haqiqat ban gaye?

aise hazaro se milte hai nazare
har nazar me woh kashish to nahi hoti
dekha to tujhe ek hi baar tha
kyon lagta hai tere uss chehare se pehachan hai hame

tum dekhati ho mujhe chhupke
main bhi dekhata houn tumhe chhupke
ye kaisi dillagi hai
dekhana to chahate hai hum dono
magar nazane kis baat se aise darte hai

khuda ne hume milaya hai
to usne kuch to socha hoga
youn tumne nazre milaya hai humse
tumhare dil ne kuch to socha hoga
mit gaye to hum, koi baat nahi
ek baar phirse in nazaronko tumhari nigahonki sair to kara do

nazane kya hai tumhare un nigahome
ki hum har bar tumse nigahe milana chahate hai
nazane kya hai tumhare us hassi me
ki hum har baar palatake dekhana chahate hai
doori hai humnare darmiya aur aisi haalat hamari hai
kareebi bad jaye hum kahi behosh na hojaye tumhare ulfat me

halchal hai iss dil me
jabse humne tumhe dekha hai
shor hai iss dil me
jabse tumse baate karne ki koshish ki hai
ab iss dil ke haalatonko tumse kaise baya kare
ke dil behaal hai jabse tumhe hasta huwa dekha hai

samunder ki geharayee hai tumhare un nigahome
jannat ki khushi hai tumhare uss hassi me
ab hum kaise likhe tumhare baare me
ke alfaz nahi hai tumhare khoobsoorati ko bayan karne ke liye

dekhata houn main jabbi tumhe
kyon lagta hai dekhata rahu tumhe
mitke bhi na mit saki aisi dastan kyon hai
tujhme ye kaisi kashish hai
sote huye bhi sirf tujhe hi dekhata houn mai

koshish ki tujhpe kuch likhane ki
ab ye kalam hai ki rukati nahi
tujhme ye kitni batein hai
har andaz pe ek naya nagama sajata hai

aise to ho nahi sakta
ke main tujhe dekhu aur kuch bhi na likh saku
shayari ki woh chirag ho tum
jo mere dil ke har kone ko ujala kar deti ho

shayar bhi na dekhi hogi woh sapnonki pari ho tum
kavi bhi na socha hoga woh chand ho tum
humne bhi na kabhi sochi thi, ke aisa bhi koi hoga
jise khuda ne bahot fursat se banaya hoga

jab aasaman me chand nahi dikha to tera chehara yaad aaya
aaj sitare bhi gayab hai,
shayad wein bhi samagaye tere aanchal me

Football championship @ IBM

IBM conducted annual sports event St. John's grounds on 20th November'05 . After walking out in quater finals in the last year, once again we nominated for football championship this year. Pre-semi final wasn't so tough to win. But our backing was weak, thanks to our golie who saved 2 great goals.We won the first game by 2-1 to enter semi final.Semi final wans't so easy to clear. We had to strive hard to get a goal. In first half neither team scored any goal, frustration level started building high. SUKHOI team made all tries to get a goal. Our strong backing never allowed SUKHOI to get the ball to our goal post. Finally our forward players charged up themselves to put two goals one after the other in the second half. We won Semi final by 2-0 and we made into gold league. By this time we knew that silver is sure, but why not gold! Final league was at around 4PM on the same day. We all took enough rest, but still legs were not moving to hit the ball. As game started both team came up with their strong points, strong backing didn't allow both teams to get a goal in the first half!! Two of our members got hurt badly.We had to play to win the match. In second half of the game MIG-1 forwards came into action, we scored our first goal. Entire team took a deep breath. All that we needed at this moment was keep our backing to the extreme and attack. We played as 5-2-3. We made it when we heard umpire whistle, which declared end of second half.Red shirts made it all over. We MIG-1 won IBM ISL triumph'05 football champions trophy defeating CANBERRA by 1-0.

Friday, November 18, 2005

My new poem


Time took it’s own way
Days when we were together went into past
I sit on a bench all alone
And I close my eyes, I see your smiling face
Years passed since we met each other,
Years passed since we talked to each other,
But somewhere in my heart you're still there
And all that I am alone, I have you inside me
When the cold breeze touches my ears
I hear melody of your voice
I feel,
Your smile is the breath of my life
And for the future,
Why not I live my life all alone
I will not fear, I will not cry,
Till I see your smile!